Service

Astro provides online Puja service

Navgrah Shanti Pooja

Navgrah Shanti Puja ek Hindu dharmik anushthan hai jo janm kundali mein sthit nau grahon (Surya, Chandra, Mangal, Budh, Guru, Shukra, Shani, Rahu, aur Ketu) ke ashubh prabhavon ko shant karne aur unke shubh prabhav ko apne jeevan mein anubhav karne ke liye kiya jata hai.

Navgrah Shanti Pooja ke Fayde:

Is pooja se aarthik sthiti mein sudhaar aur sharirik swasthya mein vruddhi hoti hai. ​

Parivarik aur samajik sambandhon mein sukh aur samriddhi laane mein yeh pooja sahayak hai.

Mansik tanav aur chinta ko kam karne mein yeh pooja upyogi hoti hai.

Sharirik aur mansik swasthya sambandhi samasyaon ko door karne mein madad milti hai. ​