Sawan Special- Maha Rudrabhishek pooja
Om Namah Shivaya
Maha Rudrabhishek Pooja ek shaktishaali Vedic kriya hai jo Bhagwan Shiv ko samarpit hoti hai. Is pooja ko Rudra Sukta aur Ved mantron ke dwara kiya jata hai, jisme Shivling ka abhishek jal, doodh, dahi, ghee, shahad, belpatra, gangajal aadi pavitra padarthon se kiya jata hai.
Mukhya Labh --
1- Grah doshon se mukti
2- Manokamna poorti
3- Sukh-shanti aur positive energy ka vikas
4- Bimariyon aur sankaton se raksha
5-Vivah aur santan sambandhi samasyaon ka samadhan
6-Karz aur financial problems se chutkaara
7-Pitru dosh ki shanti
8-Karma shuddhi aur aadhyatmik unnati
9-Shatru aur nazar dosh se raksha
10-Bhagwan Shiv ki vishesh kripa